शुक्रवार, 23 अप्रैल 2010

आसान नहीं -( आशु रचना )

#######

ज़माने से छुप कर
कुछ लम्हे चुराना

तस्सवुर में जीना
जहां भूल जाना

मुंदी हुई पलकों
में ख़्वाब सजाना

सरगोशियाँ साँसों
की सुनना सुनाना

तपिश से लबों की
पिघलते से जाना

मदहोश आलम में
बहते ही जाना

ख़्वाबों से बाहिर
हक़ीकत निभाना

सच कहते हो ,जानम
आसान नहीं !!!!!

7 टिप्‍पणियां:

Deepak Shukla ने कहा…

Hi..
Ye 'janam' hai lagta, tumhen hain darate..
Kahani ke jaisi hain baatain banate..
Hai kuchh bhi asambhav nahi, log kahte..
Manoyog se log koshish gar karte..

Es baar kafi pratiksha ke baad aapki kavita aayi hai.. Aur hamen bhavanaon ki wohi suparichit mahak ki anubhuti hui hai..

Dhanyavad..

DEEPAK..

Avinash Chandra ने कहा…

wakai.. aasaan nahi, bas aap likh sakti hain :)

संगीता स्वरुप ( गीत ) ने कहा…

बहुत खूबसूरती से लिख दिए हैं एहसास....सच ही ये आसान नहीं है...

मुदिता ने कहा…

Deepak ji

aapka comment achchha laga....

apaki baat ke jawab mein apni nazm ke bhavon ko preshit karna chahungi ..ye 'janam' darate nahin.. aur asambhav ki to baat hi nahin.. unhone to mushkil bhi nahin kaha.. bas .. asaan nahin .. aur nazm mein yah kahan kaha gaya hai ki.. asaaan nahin to koshishein nahin hongi.. :)

मुदिता ने कहा…

@ Avinash

:) shukriya ...

@ Didi..

:) :) :)...

Deepak Shukla ने कहा…

Hi..
Hui bhul humse, samajh na hain paaye..
Hai samjhe jo ye bhav tumne bataye..
Na jaane hum kis bhav main likh gaye hain..
Bataye jo bhed, ab dikh rahe hain..

Aapka dhanyawad..

Deepak..

Deepak Shukla ने कहा…
इस टिप्पणी को लेखक द्वारा हटा दिया गया है.