सोमवार, 1 जून 2009

saarthak

sarthak

kyun kho raha
kyun so raha
jee raha swarth mein

chakshu khol
yunhi mat dol
pal bita parmarth mein

jaan swayam ko
pehchan swayam ko
kar sarthak ye jeevan

nahin milta barmabar
durlabh hai ye avtar
vidhymaan ishwer pratikan

कोई टिप्पणी नहीं: